OsannaOpen app

चरनी में देखो

हिन्दी#385

Charni Mein Dekho

Original lyrics

चरनी में देखो पैदा हुआ है, मरियम का राजदुलारा (2) आओ हम भी चलें उसका वंदन करें हम भी चलें उसका वंदन करें – (2) आओ तन मन धन अर्पण करें जग के पापों को हरने को आया हमको जीवन देने को आया (2) परमेश्वर का पुत्र वो प्यारा है वो हमारा प्रभु (2) ||आओ हम|| अब आओ विश्वासियों जय जय करते आओ अब आओ हम चलें बेथलहम को चरनी में देखो महिमा का राजा अब आओ हम सराहें – (3) ख्रीष्ट प्रभु को आओ मिलकर उसको सराहें उसकी महिमा में गीत गायें (2) जग का वो है तारनहारा है वो हमारा प्रभु (2) ||आओ हम||
Romanised English lyrics
Charni Mein Dekho Paidaa Huaa Hai Mariyam Kaa Raajdulaaraa (2) Aao Hum Bhee Chalein Uskaa Vandan Karein Hum Bhee Chalein Uskaa Vandan Karein – (2) Aao Than Man Dhan Arpan Karein Jag Ke Paapon Ko Harne Ko Aayaa Humko Jeevan Dene Ko aayaa (2) Parmeshwar Kaa Puthra Wo Pyaaraa Hai Wo Humaaraa Prabhu (2) ||Aao Hum Bhi|| Ab Aao Vishwaasiyon Jai Jai Karthe Aao Ab Aao Hum Chalein Bethlehem Ko Charni Mein Dekho Mahimaa Kaa Raaja Ab Aao Hum Saraahein (3) Kreesth Prabhu Ko Aao Milkar Usko Saraahein Uski Mahimaa Mein Geet Gaayein (2) Jag Ka Wo Hai Thaaranhaaraa Hai Wo Humaaraa Prabhu (2) ||Aao Hum Bhi||
Open in app · save or share