OsannaOpen app

झूमो नाचो

हिन्दी#391

Jhumo Naacho

Original lyrics

झूमो नाचो खुशी से आज यीशु पैदा हुआ (4) यीशु पैदा हुआ – (3) ||झूमो|| बैतलहम की छोटी नगरिया चमका सितारा है चरनी मे आया यीशु मसीहा दूतों ने गाया ये (2) प्रभु सबका आया यीशु सबका आया – (2) ||झूमो|| राजा सब घबरा ही गये यीशु के आने से द्वार द्वार ढूँढ़वाया यीशु को पाया पता ना रे (2) यीशु राजा हुआ (3) ||झूमो|| आनंद खुशियाँ आई जगत मे यीशु के आने से ज्योति मुक्ति आई जगत मे यीशु के आने से (2) मुक्ति दाता आया – (3) ||झूमो||
Romanised English lyrics
Jhumo Naacho Kushi Se Aaj Eeshu Paidaa Huaa (4) Eeshu Paidaa Huaa – (3) ||Jhumo || Bethelehem Ki Choti Nagariyaa Chamkaa Sithaaraa Hai Charni Mein Aayaa Eeshu Masihaa Dooton Ne Gaayaa Ye (2) Prabhu Sabkaa Aayaa Eeshu Sabkaa Aayaa – (2) ||Jhumo || Raajaa Sab Ghabraa Hee Gaye Eeshu Ke Aane Se Dwaar Dwaar Dundvaayaa Yeeshu Ko Paayaa Pathaa Naa Re (2) Yeeshu Raajaa Huaa (3) ||Jhumo || Aanand Khushiyaa Aayi Jagath Mein Eeshu Ke Aane Se Jyothi Mukthi Aayi Jagath Mein Eeshu Ke Aane Se (2) Mukthi Daathaa Aayaa – (3) ||Jhumo ||
Open in app · save or share