OsannaOpen app

राजाओं के राजा

हिन्दी#399

Raajaaon Ke Raajaa

Original lyrics

मेरी कल्पना से सुंदर हो तुम मेरी सोच से भी बेहतर हो तुम (2) मेरी चट्टान मेरा बल जो हो तुम मेरी इबादत में बसते हो तुम (2) राजाओं के राजा हो तुम सारे जहाँ के बादशाह हो तुम (2) मेरी कल्पना से सुंदर हो तुम मेरी सोच से भी बेहतर हो तुम (2) आफ़त में बने राहत हो तुम जीवन की बने चाहत हो तुम (2) मेरी चट्टान मेरा बल जो हो तुम मेरी इबादत में बसते हो तुम (2) राजाओं के राजा हो तुम सारे जहाँ के बादशाह हो तुम (2) ऐ मेरे ख़ुदा तेरी महिमा हो सदा (3) दूत गाते तेरे गीत तेरे सामने झुकता ये आफ़ताब भी (2) राजाओं के राजा हो तुम सारे जहाँ के बादशाह हो तुम (2) मेरी कल्पना से सुंदर हो तुम मेरी सोच से भी बेहतर हो तुम (2)
Romanised English lyrics
Meri Kalpanaa Se Sundar Ho Tum Meri Soch Se Bhi Behthar Ho Tum (2) Meri Chattaan Mera Bal Jo Ho Tum Meri Ibaadath Mein Basthey Ho Tum (2) Raajaaon Ke Raajaa Ho Tum Saare Jahaan Ke Baadshaah Ho Tum (2) Meri Kalpanaa Se Sundar Ho Tum Meri Soch Se Bhi Behthar Ho Tum (2) Aafath Mein Baney Raahath Ho Tum Jeevan Ki Baney Chaahath Ho Tum (2) Meri Chattaan Mera Bal Jo Ho Tum Meri Ibaadath Mein Basthey Ho Tum (2) Raajaaon Ke Raajaa Ho Tum Saare Jahaan Ke Baadshaah Ho Tum (2) Aye Mere Khudaa Teri Mahimaa Ho Sadaa (3) Dooth Gaathe Tere Geet Tere Saamne Jhukthaa Ye Aafthaab Bhi (2) Raajaaon Ke Raajaa Ho Tum Saare Jahaan Ke Baadshaah Ho Tum (2) Meri Kalpanaa Se Sundar Ho Tum Meri Soch Se Bhi Behthar Ho Tum (2)
Open in app · save or share