OsannaOpen app

सारे जहां का उजाला

हिन्दी#400

Saare Jahaan Kaa Ujaalaa

Original lyrics

बेतलहम में चमका सितारा मजूसियों को राह दिखाया (2) चरनी में देखो जन्म लिया है सारे जहां का उजाला (2) ||बेतलहम|| परमेश्वर का पुत्र है येशु मानव रूप जो धारण किया स्वर्गीय महिमा छोड़कर उसने गोशाले में जन्म लिया (2) ||चरनी में|| पापों में डूबे हुए जहां को पापों से मुक्ति देने वो आया दुखों से टूटी मानवता को अपनी शांति देने वो आया (2) ||चरनी में||
Romanised English lyrics
Bethlehem Mein Chamkaa Sithaaraa Majusiyon Ko Raah Dikhaayaa (2) Charni Mein Dekho Janm Liyaa Hai Saare Jahaan Kaa Ujaalaa (2) ||Bethlehem|| Parmeshwar Kaa Puthra Hai Yeshu Maanav Roop Jo Dhaaran Kiyaa Swargeeya Mahimaa Chodkar Usne Gaushaale Mein Janm Liyaa (2) ||Charni Mein|| Paapon Me Dube Hue Jahaan Ko Paapon Se Mukthi Dene Vo Aayaa Dukhon Se Tooti Maaanavthaa Ko Apni Shaanthi Dene Vo Aayaa (2) ||Charni Mein||
Open in app · save or share