OsannaOpen app

सुन लो मेरे भाइयों

हिन्दी#404

Sun Lo Mere Bhaaiyon

Original lyrics

सुन लो मेरे भाइयों (बहनों) मसीहा मेरा दुनिया में आया (2) दुनिया में आया – मुक्ति को लाया (2) पापी को आके बचाया बचाने येशु… दुनिया में आया (2) अँधों को आँखें, गूँगे को बोली (2) बहरों को शब्द सुनाया सुनाने यीशु… दुनिया में आया (2) ||सुन लो|| जब हम गुनाह में पड़े हुए थे (2) अद्भुत प्रेम दिखाया दिखाने येशु… दुनिया में आया (2) ||सुन लो|| दुनिया की खातिर क्रूस पर चढ़ के (2) अपना ही रक्त बहाया बहाने येशु… दुनिया में आया (2) ||सुन लो|| जो कोई उस पर विश्वास लाया (2) उसको मसीह ने बचाया बचाने येशु… दुनिया में आया (2) ||सुन लो|| स्वर्गीय पिता का इकलौता बेटा (2) मनुष्य का पुत्र कहलाया कहलाने येशु… दुनिया में आया (2) ||सुन लो||
Romanised English lyrics
Sun Lo Mere Bhaaiyon (Behno) Masihaa Meraa Duniyaa Mein Aayaa (2) Duniyaa Mein Aayaa – Mukthi Ko Laayaa (2) Paapi Ko Aake Bachaayaa Bachaane Yeshu… Duniyaa Mein Aayaa (2) Andhon Ko Aankhen Goonge Ko Boli (2) Beharon Ko Shabd Sunaayaa Sunaane Eeshu… Duniyaa Mein Aayaa (2) ||Sun Lo|| Jab Hum Gunaah Mein Pade Hue The (2) Adbhuth Prem Dikhaayaa Dikhaane Yeshu… Duniyaa Mein Aaya (2) ||Sun Lo|| Duniyaa Ki Khaathir Kroos Par Chadh Ke (2) Apnaa Hee Rakth Bahaayaa Bahaane Yeshu… Duniyaa Mein Aayaa (2) ||Sun Lo|| Jo Koi Us Par Vishwaas Laayaa (2) Usko Masih Ne Bachaayaa Bachaane Yeshu… Duniyaa Mein Aayaa (2) ||Sun Lo|| Swargeey Pitaa Ka Ikalothaa Betaa (2) Manushy Ka Puthr Kehlaayaa, Kehlaane Yeshu… Duniyaa Mein Aayaa (2) ||Sun Lo||
Open in app · save or share