OsannaOpen app

करते हैं तेरी हम स्तुति

हिन्दी#448

Karte Hain Teri Hum Stuti

Original lyrics

करते हैं तेरी हम स्तुति, हृदय की गहराइयों से येशु तू ही है, तू ही है, हमारा प्रभु महिमा हो तेरी, महिमा हो तेरी महिमा हो तेरी, महिमा हो तेरी आत्मा और सच्चाई से, तेरी आराधना करें हम ऊँचा और ऊँचा, सबसे ऊँचा रहे तेरा नाम
Romanised English lyrics
Karte Hain Teri Hum Stuti, Hriday Ki Gehraaiyon Se Yeshu Tu Hee Hai, Tu Hee Hai, Hamaaraa Prabhu Mahimaa Ho Teri, Mahimaa Ho Teri Mahimaa Ho Teri, Mahimaa Ho Teri Aatmaa Aur Sachchaai Se, Teri Aaraadhanaa Karein Hum Oonchaa Aur Oonchaa, Sabse Oonchaa Rahe Teraa Naam
Open in app · save or share