प्रभु परमेश्वर राज करता
Prabhu Parmeshwar Raaj Kartaa
Original lyrics
प्रभु परमेश्वर राज करता
सारे प्राणी स्तुति गाओ
मगन होवे आओ करें आराधना उसकी
आनंद से करो ललकार, आओ उसके शरण
राजाओं का राजा, जय हो जय हो
प्रभुओं का प्रभु, जय हो जय हो
सदा तू रहता, जय हो जय हो
फिर से तू आता, जय हो जय हो
नरसिंगा फूँकते हुए आओ स्तुति करो
सारंगी और वीणा से प्रभु की स्तुति करो
स्तुति और गुणगान के साथ उसके द्वार चले
उसका नाम ऊँचा हो, धन्यवाद करें
ऊँचे स्वर के झाँझ के साथ उसकी स्तुति करो
सारे प्राणी मिलकर हम यीशु की स्तुति करो
प्रभु अपना सबसे भला, वह है करुणानिधान
ईमानदार पीढ़ी से पीढ़ी तक ईमानदार
Romanised English lyrics
Prabhu Parmeshwar Raaj Kartaa
Saare Praanee Stuti Gaao
Magan Hove Aao Karein Aaraadhanaa Uskee
Aanand Se Karo Lalkaar, Aao Uske Sharan
Raajaaon Kaa Raajaa, Jai Ho Jai Ho
Prabhuon Kaa Prabhu, Jai Ho Jai Ho
Sadaa Too Rehtaa, Jai Ho Jai Ho
Phir Se Too Aataa, Jai Ho Jai Ho
Narsingaa Phoonkte Hue Aao Stuti Karo
Saarangee Aur Veenaa Se Prabhu Kee Stuti Karo
Stuti Aur Gungaan Ke Saath Uske Dwaar Chale
Uskaa Naam Oonchaa Ho, Dhanyavaad Karein
Oonche Swar Ke Jhaanjh Ke Saath Uskee Stuti Karo
Saare Praanee Milkar Ham Yeeshu Kee Stuti Karo
Prabhu Apnaa Sabse Bhalaa, Vah Hai Karunaanidhaan
Eemaandaar Peedhee Se Peedhee Tak Eemaandaar